Related Articles

  • Mallinath bhagwan ki charitra first time sunne ko mil raha hai. Session was very informative and deep knowledge. Got to history behind Bhoyini tirth. Thank you Meeta mam was knowledgeable session

  • Thank you meeta Ben for explaing mallinath bhagwaan session so Deeply.and explaining about samyaktva.. Bhoyani tirth chamtkar story was very new for me.. Will definitely go for bhoyani tirth darshan.. Waiting for tomorrow’s session. Thank you🙏

  • Malinath dada ka bhav sunke asa laga ki bhagvan ne esa karne se ye huaa to hamnara kya hone wala hai. ye sunte wakt alag hi duniya ho gai thi. Boyni tirth ka itihaas Aaj pata chala. Ham jarur kabhi na kabhi jayenge. Thank you for the amazing session.🙏🏻

  • Mallinath bhagvan ka jivan charitra sun k bahot acha lga n bahot kuch naya sikhne n samjne mila. It was very informative session.Thank u so much for sharing such a valuable knowledge to us.

  • Mallinath bhagwan ke charitra se ye pata chala ke hame ye Shri bhav shayad koi jealousy ya Maaya se mila hai, toh ab Iss bhav me ye chodke aage badhna hai.. Shant rehna hai and Mann ko sthir karna hai!
    Thank you mam, the way you explained was amazing!

  • Mallinath bhagwan ka charitra sunn kar itna anand hua hai ki ek alag bhaav me chale gaye aisa lag raha hai.. aur hamare n hamare garbh me baby ka aho bhagya hai ki charitra sunne mila aur gyan mila..
    Thank you so much for this amazing session.. 👏 💗

  • Ahobhagya humare, mein aur mera balak bohot dhanya hai ki hume 19ve tirthankar Prabhu Shree Mallinath Bhagwan ka Charitra sunn ne mila. Hum Shree Sanskar Shakti Kendra aur Meeta ben ke upkari hai ki aap ki vajah se Hume Aisa saubhagya prapt hua!

  • Got to know many deep things about Mallinath bhagwan tirthankar chairtra and importance of bhoiyani tirth ..thank you for beautifully explaining the above both🙏

  • Malinaath Bhagwan stritirthankar hai woh pata tha lekin stri kiu hote hai yeh aaj jana mam .. aur bhagwan ka prachin tirth ke bare mein kisi se nahi suna tha aaj jaankar bahut acha laga aur pakka mein is tirth kr darshanarth ko jaugi apne garbh mein pal rahe shishu ko leke 🙏thank u so much mam

  • It was amazing experience listening to Mallinath Bhagwan Jeevan Charitra. Explain was very deep to understand. Maya nahi karna chahiye was the best lesson to learn.

  • >